Yaado ki surahi main

Yaado ki surahi main kuch thanda paani dund raha hu ,

Akela pyasa hu zindgi main banane ko apni pyar ki kahani dund raha hu , 

Log pagal kahne lage h mujhe kyuki main bhi pathro ke registan main koi sacchi deewani dund raha hu .

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »