Tribute to Galib

 

Na tha kuchh to khudaa tha, kuchh naa hota to khudaa hota ,
Dubayaa mujhko honay ne, na hota main toh kya hota ?
Hua jab ghamm say yoon behiss to ghamm kya sarr kay katnay ka ,
Na hota gar juda tann say to zanoo par dharaa hota ,
Huye muddat key ghalib marr gaya par yaad aata hai ,
Har ek baat par kahnaa key yun hota to kya hota .

 

Source :- bestofindian

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »