Muhbbat ne dil ko dard khub diya

मुहब्बत ने भी दिल को मेरे दर्द खूब दिया ,
जो ना लिखा था किस्मत में वो ही आशिकी करने को मेहबूब दिया ,
बेहतर होता जो तोवा कर लेता आशिकी से मै ,
इश्क़ ने तो छिनी खुशिया ज़िन्दगी से सारी और पल पल मरने को मजबूर किया ।

Muhbbat ne bhi dil ko mere dard khub diya ,
Jo na likha tha kismat me wo hi ashiqui karne ko mehboob diya ,
Behatar hota jo toba kar leta ashiqui se mai ,
ishq ne to chhini khushiya zindgi se saari aur pal pal marne ko majbur kiya .


Share this

Related Posts

Previous
Next Post »