Ankhe uski jaise koi moti chupaye ho ,
Baate uski jaise koi sehed milaye ho ,
Sanse uski jaise koi khushboo failaye ho ,
Hoth uske jaise koi gulab ki pattiya sajai ho ,
Behakte nahi hum shayar to kya hota aur is dil ka ,
Irade uske jaise barso se humse hi ishq ki aas lagaye ho .
आँखे उसकी जैसे कोई मोती छुपाये हो ,
बाते उसकी जैसे कोई सेहद मिलाये हो ,
सांसे उसकी जैसे कोई खुश्बू फैलाये हो ,
होठ उसके जैसे कोई गुलाब की पत्तिया सजाई हो ,
बहकते नहीं हम शायर तो क्या होता और इस दिल का ,
इरादे उसके जैसे बरसो से हमसे ही इश्क़ की आस लगाये हो ।
TheShayar
Charm
facebook status
flirt shayari
hindi shayari
Impress
Love
Pz
sms shayari
tarif shayari
Ishq ki aas lagaye ho
Next
« Prev Post
« Prev Post
Previous
Next Post »
Next Post »
Subscribe to:
Post Comments (Atom)